Thursday, November 5, 2009

Yoindia Shayariadab

Yoindia Shayariadab

Link to Real Shayar Real Shayari-Yoindia Shayariadab Poetry Forums

pin in love

Posted: 05 Nov 2009 09:27 AM PST

[/cololog apna bana kar chor detey hain :tearyeyed:apno se rishta tod ke ghairon se jod detey hain :tearyeyed:ham toa ik phool na tod saky  :tearyeyed:najane log dil kasiy tod detey hain tearyeyed

Kaisi Uljhan hai yea !!!!

Posted: 05 Nov 2009 09:08 AM PST

Meri Tarah Yea Poetry bhi AK Uljan mea hai Ki Kis section mea post karun.. isliye Miscellaneous  mea post kar rahi hun...
मन की व्याता, सुनाये गाता
कबहू सुख की बेला समझ पाये रे

देख दुझे की पीड़ा मेरे बाबुल
मन को मेरे  चैन अब न आए रे

किस असमंजस ...

Zindagi Ke Safar

Posted: 05 Nov 2009 08:40 AM PST

" RAASTHEY MEIN PHHOL THEI , MAGAR KAANTEIN BHI SAATH,

  ZINDAGI KI SAFAR MEIN HOTHEY DONO SAATH."

ye to ek sahra hai

Posted: 05 Nov 2009 06:58 AM PST

mohabat ki duniya me dard bahut gehra hai

pehchan lo isey waqt abhi bhi tehra hai

mat barsao apne ansuon ki baarish

phool khilte nahi yahan par , ye to ek sahra hai

HUMSE KOI PYAR NHI KARTA

Posted: 05 Nov 2009 06:34 AM PST

     


          HUMSE KOI PYAR NHI KARTA
       HUMARA KOI INTEJAAR NHI KARTA
SHAYAD HUM PHOOLON KE SATH LAGE WO KAANTE HAI
    JIN PAR KOI KABHI AITBAAR NHI KARTA

Sirf Hindi Paheliyan - Answer, then ask one!

Posted: 05 Nov 2009 05:58 AM PST

Its very clear from the topic title, you have to share Hindi Paheliyan here, its kind of "Solve the Puzzle" but in Hindi and the one who's answer is correct is allowed to ask another Paheli.

So, if I ask a Paheli, people will answer, if next day th...

*Teri Nafrat* - RH

Posted: 05 Nov 2009 05:01 AM PST

Is tarah na dekho muhje  tu itni nafrat se
Kasoor kya tha mera soochna zara fursat se
Kai baar tumne mujh ko maraa tha thokar
Par woh humthe jo phir aajate the laut kar
Tujhe kya pataa kya guzaratii hogi unpar
Jise maarte hain tere jaise beraham...

Haseen Ehsaas....SK

Posted: 05 Nov 2009 04:23 AM PST

Khuda Se Jo Mile Usse Ata Kehte Hai
Jo Gum Hojae Usse Lapata Kehte Hai
Jisne Pyar Kiya Wohi Jaane Pyar Kya Hota Hai
Nadaan Hai Duniya Wale Iss Haseen EHSAAS Ko Qhata Kehte Hai

Ishq Ka Kamaal....SK

Posted: 05 Nov 2009 04:04 AM PST

Tha Mujhe Pyar Tujse Magar Jatana Nahi Aata Tha
Khud K Yakeen Ko Aazmana Nahi Aata Tha
Shayad Yeh Tere Ishq Ka Kamaal Hoga
Warna Mujhe Ghum Me Bhi Toh Muskurana Nahi Aata Tha

Humko Ishq Ho Gaya Dekho,.

Posted: 05 Nov 2009 03:33 AM PST


Naya Khissa Mohabbat Ka Khul Gaya Dekho,.
Rang Mohabbat Ka Har Taraf Ghul Gaya Dekho,.

Hua Hai Madhosh Har Koi Is Bazm Mein,.
Silsila Har Ek Ka Kisi Ek Se Jur...

No comments:

Post a Comment